Advertisement

KHUD KI WEBSITE KAISE BANAYE FREE ME - JANKARI HINDI ME

KHUD KI WEBSITE KAISE BANAYE FREE ME - JANKARI HINDI ME


Hello Dosto ~ Mai Hu.. Ram ~ Aaj Me Aapko Bataunga Ki Free Me Website Kaise Banaye. Agar Aap Online Paise Kamana Chahte Hai To Aapko Website Jarurat Padengi.Agar Aap Koi Service Dena Chahte Hai To Vo Bhi Aap Online Website Bana Ke De Sakte Hai.Aap Online Product Sell Karne Ke Liye Website Banake Bohot Sare Paise Kama Sakte Hai. Aap Apne Saokh aur Apne Vichar logo Se Share Bhi Kar Sakte Hai.To Chaliye Ab hum Samjte Hai Ki Website Kaise Banaye.

My incumfdhdzh.jpg

Step 1 :- Sabse Pahle To Aap www.blogger.com Pe Jaye.Blogger Ek Free website Service Hai.Aap Vaha Jake Free Me Website Bana Sakte Hai.
My.jpg

Step 2 :- Aapko Vaha Apne Google Ki Id Aur Password Dalke Log in Karna Hai.

Step 3 :- Fir Aapke Samne Ek Page Khulenga Usme Aapko New Blog Pe Tap Karna Hai.

Step 4 :- Aap Ek Page Khulenga Usme Aapko Website Ka Title Aur Address Dalna Hai.Title Me Maine Jaise Income Trick’s Likha Hai Vaise Aap Bhi Apna Title Likhe.Fir Address Me Apni Website Ka Address Dale.Usme Aapko Jab Tak This Blog Address Is Available Nahi Likha Aata Aap Tab Tak Try  Karte Rahe .Ab Aapko Niche template Diye Hoge Usme Aap Koi Bhi Ek Select Karke Create Blog Pe Click Kariye.

dd.jpg

Note:- Aap Apne Blog me Jo blogspot.com Hai Vo Domain Kharid Ke Nikal Sakte Hai.

Ab Aapki Website Taiyar Hai.Aap Usme New post Me  click Karke Nai post Dal Sakte Hai.

vf.jpg
I hope Ki Aapko Meri Ye Post Acchi Lagi Hogi. Aap ise Apne Friends Se Bhi Jarur Share Karna.Agar Aapko Koi Bhi Problem Hai To Aap Niche Comment Me Likh Sakte Hai.


Mai Apka Halp Jarur Karunga
KHUD KI WEBSITE KAISE BANAYE FREE ME - JANKARI HINDI ME KHUD KI WEBSITE KAISE BANAYE FREE ME - JANKARI HINDI ME Reviewed by Ram yadu on 3:12:00 pm Rating: 5

No comments:

edit by - Ram yadu. Powered by Blogger.